Showing posts with label Poetry Sms. Show all posts
Showing posts with label Poetry Sms. Show all posts

Tuesday, 24 March 2015

Gazal, Jab bhi mai Koi

Jab bhi mein koi kalam likhta hun

Sab sey pehlay ussay salam likhta hun
Uss k chehray ko Kali kahoun

Uss ki aankhoun ko jam likhta hun
Gulaboun ki malka ussay samajh ker

Mein khushboo ko uss ka ghulam likhta hun
Khud pey naa likhoun to bhi ussay dost likhoun

Uss per Ghazal her sham likhta hun
Uss ki banai hui Zindagi ko

Khud per thehra hua ek ilzam likhta hun…..


2 lines poetry ♥Zidd par ajaae kisibaat par

♥Zidd par ajaae kisibaat par bacha jaise….♥

♥Dil tere baad kuch iss tarah se sambhaala hum ne..♥

2lines Poetry Dekh itna K Nazar He Lag Jaye

Dekh itna K Nazar He Lag Jaye Mujhy...

Acha Lagta hai Teri Nazar se Mar jana


2lines Poetry Tujhse lafzo ka nahi rooh Ka Rishta

Tujhse LafzOn Ka Nahi Rooh Ka Rishta Hai Mera

Tu Meri sansOn Mai Taleel hai KhushbOo Ki Tarha..


2lines Poetry Dil O Jaan se karyngy Pyar Aur

Dil O Jaan Se Karyngy Pyar Aur Hifazat Uski
Bus Aik Bar wo Kehdai Amaanat Hun Teri...


2 lines Poetry Baat Baat pe Muskuraty Ho

Baat Baat pe Muskuraty Ho kyun Baar Baar
Jaan Lyny K tareeky aur bhi hain hazar...

2 lines poetry Sab Aadatain Chor sakta hun

Sab Aadatain Chor Sakta hun

Tumhary Liye Tumhary Siwa...

Monday, 23 March 2015

2 lines Urdu Poetry Likhna To Tah K Khush Hun

Likhna To Tah K Khush Hun Tery Begair Bhi..

AnsOo Magar Qalam Se Phly He Gir gaye...


2 lines Urdu Poetry Tujhse bechar K hum Bhi

Tujhse Bichar K Hum bhi Muqadar k Hogaye

Phir Jo Bhi Dard Mila hai Usi Dard K Hogaye...


Sunday, 22 March 2015

Kch Mohabbat Ka Nasha Phely Hum Ko Tha

Kch Mohabbat Ka Nasha Phely Hum Ko Tha 

Faraz

Dill Jo Tota To Nashey Se Mohabbat Ho gai