Showing posts with label Sad Poetry. Show all posts
Showing posts with label Sad Poetry. Show all posts

Tuesday, 24 March 2015

Gazal, Jab bhi mai Koi

Jab bhi mein koi kalam likhta hun

Sab sey pehlay ussay salam likhta hun
Uss k chehray ko Kali kahoun

Uss ki aankhoun ko jam likhta hun
Gulaboun ki malka ussay samajh ker

Mein khushboo ko uss ka ghulam likhta hun
Khud pey naa likhoun to bhi ussay dost likhoun

Uss per Ghazal her sham likhta hun
Uss ki banai hui Zindagi ko

Khud per thehra hua ek ilzam likhta hun…..


2 lines poetry ♥Zidd par ajaae kisibaat par

♥Zidd par ajaae kisibaat par bacha jaise….♥

♥Dil tere baad kuch iss tarah se sambhaala hum ne..♥

2lines Poetry Dekh itna K Nazar He Lag Jaye

Dekh itna K Nazar He Lag Jaye Mujhy...

Acha Lagta hai Teri Nazar se Mar jana


2lines Poetry Tujhse lafzo ka nahi rooh Ka Rishta

Tujhse LafzOn Ka Nahi Rooh Ka Rishta Hai Mera

Tu Meri sansOn Mai Taleel hai KhushbOo Ki Tarha..


2lines Poetry Dil O Jaan se karyngy Pyar Aur

Dil O Jaan Se Karyngy Pyar Aur Hifazat Uski
Bus Aik Bar wo Kehdai Amaanat Hun Teri...


Sunday, 22 March 2015

Kitny Ajeeb Hain Ye Zamany k Log

Kitny Ajeeb Hain Ye Zamany k Log

Khelony Choor K jazbatOn se khelty hain :(